taalib ilm khuda tujhe kisi tuufaan se aashnaa kar de

Allama Iqbal

Khuda tujhe kisee toofaan se aashnaa kar de Ki tere bahr kee maujon men iztiraab nahin Tujhe kitaab se mumkin nahin faraagh ki too Kitaab-khvaan hai magar saahib-e-kitaab nahin KHuda tujhe kisi tufan se aashna kar de Ki tere bahr ki maujon mein iztirab nahin Tujhe kitab se mumkin nahin faragh ki tu Kitab-KHwan hai magar sahib-e-kitab nahin