bhagat singh aazaad Khoon e jigar se jashn e bahaaraan manaa gaya
— Bekal Utsahi
Khoon-e-jigar se jashn-e-bahaaraan manaa gaya
Maan ke charan pe jaan ke motee chaDhaa gaya
Qaum-o-vatan kaa viir bhagat singh kahen jise
Ho kar shaheed mulk ko ghaazee banaa gaya
KHun-e-jigar se jashn-e-bahaaran mana gaya
Man ke charan pe jaan ke moti chaDha gaya
Qaum-o-watan ka wir bhagat singh kahen jise
Ho kar shahid mulk ko ghazi bana gaya