urdu ghiraa tuufaan men jab bhi vatan awaaz dii main ne

Bekal Utsahi

Ghiraa toofaan men jab bhee vatan awaaz dee main ne Huee insaaniyat jab be-kafan awaaz dee main ne Main urdu hoon mujhee se azmat-e-fasl-e-bahaaraan hai Khizaan ne rukh kiyaa soo-e-chaman awaaz dee main ne Ghira tufan mein jab bhi watan aawaz di main ne Hui insaniyat jab be-kafan aawaz di main ne Main urdu hun mujhi se azmat-e-fasl-e-bahaaran hai KHizan ne ruKH kiya su-e-chaman aawaz di main ne