jism ke raaston se guzar kar mutmain nafas ki aarzoo men

Iftikhar Arif

Mutma.in nafas kee aarzoo men Jo bhee niklaa wo vaapas na aayaa Ruuh kee vahshaton men ulajh kar Mutma.in nafas kee aarzoo men Jo bhee niklaa wo vaapas na aayaa Log phir dekhte kyon nahin hain Log phir sochte kyon nahin hain Log phir bolte kyon nahin hain Mutmain nafas ki aarzu mein Jo bhi nikla wo wapas na aaya Ruh ki wahshaton mein ulajh kar Mutmain nafas ki aarzu mein Jo bhi nikla wo wapas na aaya Log phir dekhte kyon nahin hain Log phir sochte kyon nahin hain Log phir bolte kyon nahin hain