radd e amal

Sahir Ludhianvi

Chand kaliyaan nashaat kee chun kar Muddaton mahv-e-yaas rahtaa hoon Teraa milnaa khushee kee baat sahee Tujh se mil kar udaas rahtaa hoon Chand kaliyan nashat ki chun kar Muddaton mahw-e-yas rehta hun Tera milna KHushi ki baat sahi Tujh se mil kar udas rehta hun