Akhtar Hoshiyarpuri
49 poems
- Aag chuulhe kii bujhii jaatii hai
- Aandhii men charaag jal rahe hain
- Apnaa saaya bhii na ham raah safar men rakhnaa
- Apne qadmon hii kii aavaaz se chaunkaa hotaa
- Baarhaa thithkaa huun khud bhii apnaa saaya dekh kar
- Chehre ke khadd o khaal men aaiine jade hain
- Dar o diivaar pe ik saaya padaa hai dekho
- Dard kii daulat e naayaab ko rusvaa na karo
- Dasht dar dasht aks e dar hai yahaan
- Dil men ik jazba e bedaad o jafaa hii hogaa
- Ek ham hii to nahiin aabla paa aavaara
- Gae zamaane kii suurat badan churaae wo
- Ham aksar tiirgii men apne piichhe chhup gae hain
- Harf e be aavaaz se dahkaa huaa
- Hariif e daastaan karnaa padaa hai
- Honton pe qarz e harf e wafa umr bhar rahaa
- Ik nuur thaa ki pichhle pahar ham safar huaa
- Jo mujh ko dekh ke kal raat ro padaa thaa bahut
- Khvaab mahal men kaun sar e shaam aa kar patthar maartaa hai
- Khvaahishen itnii badhiin insaan aadhaa rah gaya
- Kise khabar jab main shahr e jaan se guzar rahaa thaa
- Kuchh naqsh huvaidaa hain khayaalon kii dagar se
- Kya puuchhte ho mujh se ki main kis nagar kaa thaa
- Main harf dekhuun ki raushnii kaa nisaab dekhuun
- Main ne yuun dekhaa use jaise kabhii dekhaa na thaa
- Main us kaa naam ghule paaniyon pe likhtaa kya
- Manzilon ke faasle diivaar o dar men rah gae
- Mere lahuu men us ne nayaa rang bhar diyaa
- Na jab koii shariik e zaat hogaa
- Pahle to soch ke dozakh men jalaataa hai mujhe
- Phir ye huaa ki log dariichon se hat gae
- Qarya e jaan se guzar kar ham ne ye dekhaa bhii hai
- Rukhsat e raqs bhii hai paanv men zanjiir bhii hai
- Shaakhon pe zakhm hain ki shaguufe khile hue
- Shaam tanhaaii dhuaan uthtaa baraabar dekhte
- Shaayaan e zindagii na the ham mo atabar na the
- Shikaarii raat bhar baithe rahe uunchii machaanon par
- Thaa ek saaya saa piichhe piichhe jo mud ke dekhaa to kuchh nahiin thaa
- Thii titliyon ke taaaqub men zindagii merii
- Tilism e gumbad e be dar kisii pe vaa na huaa
- Tuufaan e abr o baad se har suu namii bhii hai
- Tuufaan se qarya qarya ek hue
- Ufuq ufuq nae suuraj nikalte rahte hain
- Wo jo diivaar e aashnaaii thii
- Wo rang e tamannaa hai ki sad rang huaa huun
- Wo ratjagaa thaa ki afsuun e khvaab taarii thaa
- Wo zindagii hai us ko khafaa kya kare koii
- Yak ba yak mausam kii tabdiilii qayaamat dhaa gaii
- Zamiin par hii rahe aasmaan ke hote hue